Friday 30 October 2015

Pyar Bhaara Dil....

Rone ki saza hai na rulane ki saza hai,
Ye dard to muhabbat nibhane ki saza hai,
Hanste hai to aankho se nikalte hai Aansoo,
Ye ek shakhs ko itna chahne ki saza hai.






Mere alfazon ko jhooth mat samajhna,
Yaad aati hai bahut, milne ki dua karna,
Jee raha tha tumhare hi naam par,
Mar jaoon to mujhko bewafa mat samajhna.
 
 

0 comments:

Post a Comment